Android Mobile Ki Screen ko record kaise kare

Hello Friends!! Aaj hum aapko apne Android mobile ki screen record karne ke baare me batayenge. Kuch mobile me ye feature already hota hai. Lekin bahut se mobile me ye feature nahi hota hai. Agar aap kisi bhi parpose se apne mobile ki screen record karna chahte hai to aap kar sakte hai.  Mostly peoples Jo screen record karna chahte hai. Ve kuch is type ki screen record karte hai. ⬇⬇

● Koi Game
● Photo Editing
● Video Editing
● Application
● Website
How to record mobile screen


Screen record karke YouTube channel par bhi daal sakte hai lekin vo ki hui honi chahaiye. Apne Android mobile ki screen record karne ke liye kuch Apps.

AZ Screen Recorder (7.1mb)
Mobizen (24mb)
Screen Recorder No Root (3.2mb)
Apowersoft screen recorder (6mb)
WizRec (2.2mb)

Ye sabhi top screen recorder hai. AZ or Mobizen bahut hi high rated app hai. In apps se good quality ki screen record kar sakte hai. Ye bahut use karne me bhi bahut hi easy hai. None Rooted mobile me bhi kaam karti hai.