3g Mobile Ko 4g me convert kaise kare (jio sim bhi use kare)

Jio ki sim aane ke baad sabhi people 4g mobile ko pana chahte hai. India me 4g ki service sabse pahle Airtel ne di. Jo India ki sabse badi Telecom company hai. 4g internet bahut mehnga tha. 4g internet ko sasta kiya jio ne. Jio ne India ke internet ko pura ka pura badal diya. Kuch hi dino me 4g internet popular or lokpriya ho gya. Iska karan that Reliance Jio. Jio ne free 4g internet diya vo bhi 31st December tak. Lekin 4g mobile bahut mahenge the isliye reliance company ne Iska bhi samadhan nikala or sabse saste 4g smartphone launch liye. Lekin kuch logo ke paas 3g mobile hai or new mobile ke liye paise nahi hai ya kharidna nahi chahte. Isliye aaj hum aapko batayenge ki 3g mobile ko 4g me convert kaise kare ya 3g mobile me Reliance jio ki sim kaise use kare.



● Sabse pahle ye application download kare
◆ Xorware 2g/3g/4g switcher
◆ Xorware 2g/3g/4g interface pro

Ab  in dono apps ko install kar le or install karne ke baad Xorware 2g/3g/4g interface pro app ko open kare or niche ke steps ko follow kare.
● 2g network mode me 4g LTE select kare
● 3g/4g network mode me bhi 4g LTE select kare
● Delay seconds to make network change me 16 second select kare

Ek baar mobile ko reboot ya restart kar le or Ab apna koi bhi 4g sim use kar sakte hai vo bhi 4g network me. Ab mobile me Jio ki sim bhi use kar sakte hai.Is trick ko hamne test kiya hai