Blogger par free me blog kaise banaaye


Blogger google ka hi ek programme hai jo hame free me blog banaane ki suvidha deta hai. Agar aap money earning keiye bna rage hai to hi hard karna padega. Kisi chote se topic ko bahut hi lamba topic banana hota hai. Lekin agar ye Decided kar le ki Ab to Blogging karni hi hai to aap aisa kar sakte hai. Isliye mehnat jarur kijiye iska benefit aap ko jarur milega.
Google par blog bnana bahut hi easy hai ise use karna bhi bahut hi easy hai. Blogger par blog banaane ke liye aapke paas google account hona chahiye. Blogger par blog banaane ke liye neeche ki steps ko follow kare

Step.1:-Sabse pahle www.Blogger.com par jaye.

Step.2:-iss site par jaane ke baad apne google account se Signin kare.




Step.3:-Signin karne ke baad new blog par click kare.

Step.4:-Ab ek alag page aayega usme apne blog ka template select karni hai aur apne blog ka url 
type karetype kare.


Also read:-
➡ Blog me disclaimer page kaise lagaye or kyo
➡ Blogger par privacy policy page kaise banaye



Aur url me aapke blog name ke piche .blogspot.com jarur lagaaye kyoki hum free me blog bna rahe hai.

Ab neeche create blog par click kare. Aapka blog ban gya hai. Ab blog me post kare aur injoy kare.Thank You. Sixit Guru.